Old Solo Survival Series
Hi everyone aap sabhi ka welcome hai hamare ek New Blog par.
Jesa ki aap sabhi ko pata hoga ki me is Blog Par aap sabhi ko Minecraft se related questions ki knowledge deta hu. To Aaj bhi ham bat Karenge Minecraft ke bare me.
To suru karte hai aaj ka topic
Today's Topic.
Old Solo Survival Series.
Aaj ham isi world ke Bare me bat karenge. Ye mera old survival world me. Aap iski series Youtube par dekh Skte ho.
Isme Mene bahut kuch kiya hai.
Kamal ka house banaya hai. Bahut sare Farm bhi banaye hai. House Mene alag tarah se banaya hai mene iske liye wood ka use kiya hai. House 2 floor ka banaya hai.
Window ke liye mene glasses ka Use kiya hai. Floor mene concrete se banaya hai. Iske liye Mene blue concrete ka use kiya h jisko aap world me dekh Skte ho.
Apne base ke niche hi mene apni mine banai hai.
Iske alava Mene nether Portal bhi bana liya hai. Nether me bahut work kiya hai nether fortress bhi find kar liya hai.
Mere pass ek horse 🐴 🐎 bhi hai kiska naam Mene seekhan Rakha hai. Mere pass is world me bahut hi bada ek field hai jisme sabhi tarah ki Farming ki hai.
Iske alava Mene world me automatic smelt machine bhi banaya hai jo bahut hi accha work karta hai.
Mene Apne Armor and tool's ke liye ek enchanment table bhi bana li hai. Jiska use karke me apne Armor and tool's ko enchant karunga.
Iske alava Mene isme apne horses ke liye ek tabela bhi banaya hai. 😀😀
Jo bahut hi accha hai.
Aap ko bahut accha lagega.
Lekin Mene apni is series ko complete nahi kiya hai. Uske bahut sare Karan h jo me nahi bata sakta.
Lekin kuch karan se ye Series Puri nahi hui.
Lekin aap log is Series ko pura kar skte ho.
Is World ko Download karo Aur Play Karo.
Please comment jarur kare aur mujhe batao ki ye Post aap ko
kesi lagi.
Solo survival series world
Thanks for reading my post ✍️
Don't Spam in Comment Box