Do I need to pay every year for an app Minecraft I bought from Google Play?

DKM
0

Do I need to pay every year for an app Minecraft I bought from Google Play?i 

minecraft, minecraft house, minecraft tiktok hacks, minecraft in hindi, minecraft game, minecraft video, minecraft techno gamerz, minecraft song, minecraft gameplay, minecraft trial
Minecraft pocket edition

everyone aap sabhi ko welcome hai phir se hamare ek New Blog par.

Jesa ki aap sabhi jante ho ki me is Blog Par aap sabhi ko games se related questions ki knowledge deta hun.

To agar aap ko ye post pasand aaye to please Blog ko Subscribe jarur kare.

To suru karte hai aaj ka Hamara topic.

Today's Topic.

"Do I need to pay every year for an app Minecraft I bought from Google Play?"

Ye hai aaj ka Hamara topic

Iska Hindi me sidha sa matlab hai ki kya aap ko Minecraft ko Google Play se download karne ke baad Phir se every year kya uska payment karni hogi.

Jesa ki aap sabhi jante ho ki Minecraft ek paid game hai jiski Google Play Store Play price almost 500₹ hai.

Iska matlab hai ki aap Minecraft ko Free me download nahi kar sakte ho.

To ab bat karte h ki kya minecraft ki ek bar buy karne ke baad every year kya uska payment karna hoga.

Dekho Google Play Store me sabhi tarah ke apps hote hai.

Free apps , paid apps , in app purchase apps,

Free games , paid games ,in app purchase games,

Minecraft ek paid and in app purchase game hai.

In aap purchase matlab aap ko aap ke ander kuch bhi buy karne ke liye Paisa Dena hoga ok.

Lekin ab baat aati hai kya Play Store se minecraft purchase karane ke bad bhi every year kya payment karna hoga to uska sidha sa answer hai nahi.

Aap agar Play Store se minecraft purchase karane ke bad minecraft aap ka ho gya hai.

Lifetime ke liye minecraft aap ka ho gaya hai ab ab jab chahe use download kar ho Aur delet karke Phir se download kar skte ho kabhi bhi jab aap ka man kare.

Iske alava Google Play Store se koi bhi aap download karne ke baad aap isko kabhi bhi download kar skte ho.

Lekin agar aap ko in app purchase yani Minecraft ke ander kuch bhi purchase karna hai to uske liye alag se payment karna hoga.

Jese agar aapko koi map download karna ho

Koi mod-addon download karna ho.

Jese shaders , texture pack , maps , skins , etc.

In sab ke liye alag se payment karna hoga.

Agar aap ka koi questions h to comment kare me uska reply jarur dunga

Mineceaft game play images









Thanks for Reading my Post ✍️

Post a Comment

0 Comments

Don't Spam in Comment Box

Post a Comment (0)
To Top