the best Minecraft shader for low end devices.
Classic Shader |
Hi everyone aap sabhi ka welcome hai hamare ek New Blog par. I hope aap sabhi acche honge. Jesa ki aap sabhi ko pata hai ki me is Blog Par aap sabhi ko Minecraft ke bare me knowledge deta hu.
To Aaj ham baat Karenge ki minecraft ke best Shaders konsi hai.
Today's Topic
Aaj ham baat Karenge ki minecraft ke liye best Shader konsi hai.
Vese aap ko bahut saari shaders mil jayegi aur vo acchi bhi hai lekin sabhi shaders low end devices ke liye nahi hai. Lekin Aaj me aap ke liye lekar aaya hu ek best Shader Pack jo sabhi device me chal jayegi.
Is shader ka name hai Classic Shaders jo best hai Minecraft pocket edition ke liye ek bar aap logo ko try jarur karna chahiye.
Ye bilkul Lightweight shader hai Aur ye 1gb , 2gb ke device me Aram se chal jayega.
Ye only Android and iOS ke liye available hai abhi windows ke liye available nahi hai to aap is shader ka use windows ke liye nahi kar sakte ho.
Is shader me bahut kuch Milne wala hai
1). Netherlands ka Colour.
Isne Netherlands ke colour ko change kiya gya hai jo dekhne me bahut hi jyada accha lagta hai.
2). Realistic sun.
Isne jo sun 🌞 hota hai Usko bhi pura Change kar diya gya hai.
Sun 🌞 Absolutely Realistic lagta hai ek bar jaruri try karo
3). Realistic Torch
Isme torch ko bhi bahut hi jyada accha kiya gya ho bilkul real lagti hai ek try jarur kare.
Iske alava ye bhi change kiya gya hai.
Dusk Fog
Entity Color
Stars
Clear Water
Support :
Android
IOS and Power vr (i don’t know)
NOT SUPPORT WINDOWS 10
Installation
Download Shader Zip/Mcpack
Import to Minecraft
And Play!
Enjoy
Classic Shader ki image
Thanks for Reading my Post
Don't Spam in Comment Box