Which is the best survival game on screen?
Best survival Games |
Minecraft pocket edition |
Hi everyone aap sabhi ka welcome hai hamare ek New Blog par.
Aap sabhi ko pata hoga ki me is Blog Par aap sabhi ko Minecraft and popular games se related questions ki knowledge deta hu to please hamare Blog ko Subscribe jarur kare.
Today's Topic
"Which is the best survival game on screen?"
Iska matlab hai ki konsa game sabse accha hai survival ke liye
To Aaj ham baat Karenge best survival game ke bare me.
Vese to games me bahut sare survival games hai aur vo best hai
Lekin aaj me only android games ki baat karounga.
To sabse pahle dekhte hai games list for best survival.
Ark: Survival Evolved
Cataclysm: Dark Days Ahead
Crashlands
Day R Survival
The Escapists 2: Pocket Breakout
Don’t Starve
Last Day on Earth: Survival
LifeAfter
Minecraft
Out There: Ω Edition
Rebel Inc
Rebuild
Sheltered
Stormfall: Saga of Survival
This War of Mine
Agar aap google play store me search karoge to aap ko bahut saare results milenge.
Lekin aaj ham only best game ke Bare me bat karenge.
Agar aap Play Store par dekhte hai to bahut sare hai lekin unme best survival game minecraft pocket edition gai hai.
Vese bahut sare log esa nahi mante hai lekin minecraft best editors choice game hai plsystor ka.
About minecraft pocket edition
Vese jab aap is game ko play Karte hai to ek bar to aap ko lagega ye kya faltu game hai.
Lekin agar aap regular is game ko play karenge to aap ko ye game jarur pasand aayega esa me bol skta hu.
Vese ye ek paid game hai yani free nahi hai lekin iska ek trial version bhi ata hai jisko aap try kar sakte ho.
Download karne ke liye click kare.
MINECRAFT |
Minecraft trial |
Trial me aap ko play karne ke liye 90 minutes hote hai to app isko try kar skte ho.
Dekte me iske graphic itne cool nahi h
Kamal ka hai ye isko play karne ke baad aap koi aur game play kar hi nahi skte ho.
Yah ek sandbox video game hai jisko 2011 me launch kiya gya tha.
Yah ab tak ka Sabse jyada sale hone wala video game hai.
Iski abhi tak 200 m copies sale ho chuki hai.
126 million monthly active users 2020 tak Hai.
Developer = Mojang Studios
Publisher = Mojang Studios &
Microsoft Studios &
Sony Interactive Entertainment
Designer = Markus Persson
Jens Bergensten
Artist = Markus Toivonen
Jasper Boerstra
Composer = C418
Series
Minecraft
Please comment jarur kare aur mujhe bataye ki ye Post AAP ko kesi lagi
Thanks for Reading my Post
Don't Spam in Comment Box