After buying the Minecraft game if it was deleted then we have to buy it again with money

DKM
0

        

minecraft, minecraft house, minecraft tiktok hacks, minecraft in hindi, minecraft game, minecraft song, minecraft techno gamerz, minecraft trial, minecraft video, minecraft live

After buying the Minecraft game if it was deleted then we have to buy it again with money

Hi everyone aap sabhi ka welcome hai hamare ek New Blog par.

Aaj ham baat Karenge Minecraft ke bare me.

Is Blog Par aap ko Minecraft ki knowledge Milte hai to aap ko agar Post acchi Lage to please Blog ko Subscribe kare aur Commant karke mujhe bataye ki aap ko news kesi lagi.


Today's Topic

Aaj ham baat Karenge is topic ke bare me
""After buying the Minecraft game if it was deleted then we have to buy it again with money""

Iska Hindi me matlab is tarah hai ki agar aapne Minecraft ko buy/purchase kiya hai to kya aap Minecraft ko delete karke Phir se download kar Sakte hai.
Aap ko pata hoga ki minecraft ek paid game hai. Minecraft pocket edition ki price plsystor par Almost 500₹ hai. To aap ko agar ye game Play Karna hai to aap ko isko buy Karna hoga.
Aap ate h hamare aaj ke topic par. Maan lo aap ne minecraft ko buy kar liya Aur aap play bhi kar rahe ho jo sab log Karte h 😀🤣.  To kya aap Minecraft ko delete kar sakte ho.

Can you delete minecraft.

Yes aap Minecraft ko delete kar skte ho Aur phir se download kar skte ho. Lekin isme aap ko dyan rakhna hoga ki aap aap same mail id ka use kare jisse aap ne minecraft purchase kiya hai nahi to aap ka minecraft download nahi hoga 🤣🤣.
Purchase karane ke bad minecraft aap ka ho gya hai ab aap jab chahe use delete karke download kar skte ho aur Play kar skte ho. Lekin aap ka data jarur lagega isme 😀😀.


Do you have to pay again.

No aap ko Phir se pay karne ki jarurat nahi hai. Lekin agar aap apni email id change karte ho to Phir aap ko buy Karna hoga Phir se to same mail id se hi download kare phir se to aap download kar skte ho aaram se.

Will deleting your data go away?

Minecraft me aap ko data save karne ke 2 options diye Gaye hai.

1) Application
2) External

1) application 

Agar aap application select karte hai to aap ka MINECRAFT data minecraft apk me hi save rahta hai to jab aap Minecraft ko delete Karte Ho to aap ka deta to chala Jayega 🤣🤣🤣

2) External

Agar aap ne external ko select kiya hai to aap ke mobile me "games" name se ek folder ban jayega jo minecraft ko delete karne par bhi nahi jayega aur aap Minecraft ko delete karne ke baad Phir se download karne Par external select karenge to aap ke world's Phir se aa jayenge.

Please comment jarur kare aur mujhe bataye ki ye Post AAP ko kesi lagi

Thanks for Reading my Post ✍️


Post a Comment

0 Comments

Don't Spam in Comment Box

Post a Comment (0)
To Top