What hoglin eat in Minecraft
All About hoglin |
Hi everyone aap sabhi ka welcome hai hamare ek New Blog par. I hope aap log acche honge. Is Blog Par me AAP logo ko Minecraft se related questions ka answer karta hu.
To please aap logo ko agar accha lage to Subscribe jarur kare Blog ko.
Aaj ham baat Karenge Minecraft ke ek mob ke bare me jiska name hai hoglin AAP ko jarur pata hoga aaj ham iske bare me hi bat karenge.
Today's Topic
Aaj ham baat Karenge hoglin ke bare me jo nether ka ek mob hai.
Hoglin kya hai. Unka behaviour kesa hota hai. In sab bato ke bare me hi bat karenge.
All About hoglin.
Hoglin ko Minecraft me nether update ke bad add kiya gaya tha.
Inke paas 40 ♥× 20 hart hote hai.
The behavior :- Hostile
Passive (peaceful hardship) ye players par attack karte hai lekin kuch Karan hone par.
Spawn :- Crimsonforest leftovers
usable items :- yani hoglin par aap kya use kar skte ho. AAP hoglin par Crimson fungus
Lead ka use kar skte ho.
The producer :- yani ye mobs kaha par paye jate hai. Ye mobs Nether me Crimson forest me ek sath 4 se 5 hoglin paye jate hai. Jinme se kuch Baby hoglin bhi hote hai. Aur ye log nether me all Block par chal skte hai.
Drop :- jab hoglin ko mara jata hai to vo kya drop Karta hai.
2-4 raw porkchops aap inko paka bhi sakte ho aur Maximum 7 with Luting III
0-2 leather. Maximum 5 with Luting III
Java me hoglin kuch different hote hai lekin me bat kar raha hu bedrock edition ke bare me.
Behaviour :- Hologins avoid deformed fungi (including in a flower pot), lower portals
In sab se hoglin darata hai to aap log unke use kar skte ho.
Hoglin Lava se jalta nahi h to uske liye aap ko fungus ka use Karna hoga.
Hostility :- ye mob player par attack Karta hai aur jab player uske pas 32 block Tak aa jata hai to ye mob us player par attack Karta hai.
Aur ye About 2 blocks dur tak kill kiya Jata hai.
Aur jab ye players par attack Karta hai to player ko air me Blows away 🤣😀
Iske alava baby hoglin bhi players par attack karte hai lekin Inka attacks ka effects kam hota hai.
Aur jab aap bony hoglin par attack Karte ho to hoglin ko gussa aa jata hai aur vo Player ko hava me uda deta hai.
Lekin hoglin AAP ko bed 🛌 par sone se nahi rok sakta hai.
Similar piglins and zombified piglins, a player or mob attacking a hoglin provokes all nearby hoglins.
Baby hoglin :- baby hoglin par baby piglin Ride karte hai aur agar inme jo bhi jyda tiny hota hai vo ride karta hai.
Zoglins :-
Zoglins |
jab koi hoglin Overworld me ya end me chala jata hai to vah 15 Seconds me zoglins ban jaata hai.
Breeding. :- Hoglins can be bred with crimson fungi.
It takes about 5 minutes for the parents to reproduce
5 minutes lagte hai.
Aur baby hoglin ko bade hone me 20 minutes lagte hai.
Inka behaviour players par attack ka hota hai to inse bach kar rhne ki jarurat hoti hai.
Ye sab hoglin ke Bare hai mene bataya hai aap log kuch aur isme add karna chahte ho to comment kare mujhe accha laga to me add kar dunga.
Thanks for Reading my Post ✍️
Don't Spam in Comment Box